Thursday, October 18, 2012

Socha Na Tha

Ho jayegi usse yu mohabbat ye to kbhi socha na tha,
Usk har nakhre ki ho jayegi mjhe aadat ye to kbhi socha na tha,
Iss kadar chadega junoon uski chahat ka,
K ishq me naseeb hogi hme shahdat ye to kbhi socha na tha........
Bin kuch btaye yuhi chli jayegi wo zindagi se meri ye to kbhi socha na tha,
Na ayegi palat k wo ye to kbhi socha na tha,
Bina kisi khata k,
Milegi maut se battar saza ye to kbhi socha na tha..........
Phr b ayegi yun mjhe yaad wo ye to kbhi socha na tha,
Bheeg jayengi palke uss bewafa k lye ye to kbhi socha na tha,
Dkh k hmko kisi mehfil me,
Nikal jayegi kisi gair k baho ka haar ban k ye to kbhi socha na tha...........
Kri thi jisse khud se jyada mohbt,
Krne lga tha jski main ibadat,
Yun hi bhula degi mere wajood ko ye to kbhi socha na tha.........